DOSTI AISE HI HOTI H

विश्वास के कोमल धागों से है बनता, रिश्तो का संसार |
ज्ञान नहीं, धन नहीं, प्रेम है जीवन का आधार ||

जो प्रेम, स्वार्थ की सीमाओं से परे, करे, वो दोस्त |
खाली जीवन को, स्वर्णिम लम्हों से करे, हरे भरे, वो दोस्त ||

वो दोस्त, समझ हो जिसे, दोस्त की हर धड़कन की |
वो दोस्त, समझ हो जिसे, इस अटूट बन्धन की ||

यह तन नश्वर, जीवन नश्वर, है नश्वर यह संसार |
जो मिटे नहीं, रहे अमर सदा, वो है, दोस्ती – एक अमूल्य उपहार

माना, तू अजनबी है और मैं भी, अजनबी हूं डरने की बात क्या है ज़रा मुस्कुरा तो दे

Aansoo Main Na Dhoondna Humein,Dil Main Hum Bas Jaayenge,Tamanna Ho Agar Milne Ki,To Band Aankhon Main Nazar Aayenge.Lamha Lamha Waqt Guzer Jaayenga,Chund Lamhoo Main Daaman Choot Jaayega,Aaj Waqt Hai Do Baatein Kar Lo Humse,Kal Kiya Pata Koun Apke Zindagi Main Aa Jayega.Paas Aakar Sabhi Door Chale Jaate Hain,Hum Akele The Akele Hi Reh Jaate Hain,Dil Ka Dard Kisse Dikhaaye,Marham Lagane Wale Hi Zakhm De Jaate Hain,Waqt To Humein Bhula Chuka Hai,Muqaddar Bhi Na Bhula De,Dosti Dil Se hum Isiliye Nahin Karte,Kyunke Darte Hain,Koi Phir Se Na Rula De,Zindagi Main Hamesha Naye Loug Milenge,Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge,Aitbaar Zara Soch Kar Karna,Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge.Khushbo Ki Tarah Aapke Paas Bikhar Jayenge,Sukon Ban kar Dil Me Utar Jayenge,Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye,Door Hote Howe Bhi Pass Nazer Aayenge..!

Search This Blog

Powered By Blogger

Wednesday, December 23, 2009

Ek mood jhindagi ka


Mile the hum jaha, meri raahein aaj bhi vahi rooki hai
Unn Raaho par aahat tere kadamo ki aaj bhi atti hai

Rook gai hai uss mood par jhindagi, hum jaha mile the
Tu nahi tera eehsaas yaade banke aaj bhi gungunati hai

Hum woh khushi nahi jise dil me basai jati hai mana
Bus woh muskan hai hum, jo tere hootho pe cha jati ahi

Khwahish nahi hai hame khushi ban jae hum tere liye
Kyuki khushi to pass kuch khass hi mauko pe aati hai

Muskan hai hum, hame muskurahat banke hi rehne do
Jo tere hootho par hardum bikhar jati hai

Dava nahi karenge kabhi ki hame appne khwabo me jagah do
Ek sapaha yaado me bana lo bus, jo kabhi kabhi aa jati hai

Khayalo me tere ek katra banke sajana bus kafi hai hamre liye
Tere iss jazbaat me hame apni jhindagi nazar aati hai

No comments:

Post a Comment